Childhood or bachpan

childhood is the most important parts of our life . Because its the time when we are living the beautiful timespan in whole life cycle. bachpan wo swamay hota he jab hum sab jivan kal ka wo swamy se gujarte he jab na koi chinta na koi negativity na koi swapna kuch bhi nahi bas jindadili se jina usi swamay ko kahte he jab tak ye bachpan hum log jite he .its the time we are feel the nature we enjoy the life with full energy this time we have tension free life only enjoy the starting of life.
   

types of childhood or bachpan ke prakar 

abhi ke zindagi me itna competition he jaysa bachpan kho hi gaya is competition ke chakkar me. Now a days childhood lost in the competition for getting first position in life , yese to bachpan ke tin prakar hota he ek jinka sab kuch hota he charo taraf sabhi apno ke bich me guzarna dusra jinke sabhi ho ke bhi akela bachpan gujar na padta he sabhi he par kisika pas time nahi he or aakhir me tin number jiske koi bhi nahi hota he yeani aanath jo bache hote he.

ek numbar bachpan 
                                ye wo bachpan hota he jo sabse acha hota he is bachpan me sabhi sukh ka anubhav hota hai achi tarha se parwaris hota he lalan palan dekh rekh acha se karte he kisi prakarya ke tension nahi rahata he na hi kisi prakar avahav rahata he jo bacha ka bachpan isi tarha gujarta he wo sabse kismatwala kahlate he.

do number bachpan
                                  ye wo bachpan hota he jo ek taraf se khushi  bhi deta he or ek taraf se dukh bhi kue ki isme sabhi hote huye bhi koi na hone ke jaisa lagta he kisi chigne ki kami nahi he par koi ching bhi nahi he aisa lagta he isme sabse jyada bacha frasted ho jata he jiske karan bache ka mansik santulan bigad bhi jatae he kabhi kabhi bache ka jarurat ko pura karte he sabhi par us ke liye waqt koi nahi nikal pat he.

tin number bachpan
                                   ye wo bachpan hota he jiska sirf naam hi bachpan hote he par bachpan jaisa kuch bhi nahi hota ha kabhi kisi ka daya ho or use god le leta he to alag bat he nahi to ye bachpan sirf bit ta he jawan hone ke liye par bachpan jaysa kuch bhi nahi hote sayad aise bache ko apna bachpan thik se yaad bhi nahi hota he.

Meaning of original childhood

                                                             the original childhood is like a flower how care we are take for a flower for grown up take all the necessary steps for making a good smelly flower give water time to time flow daily to daily progress. ek paudha se jab hum koi aacha ful ke umid rakhte he to use pani khad niyamit prakar se dete he tabhi jake eakin acha ful hume milte he  think usi prakar ek acha bacha ko bhi dekh bhal karna padta he taki ek din wo bhi achi tarha se khil uthe or cahro taraf aapna sugandha se mehka de .isliye koi jayada kuch karna nahi padta he bas uske sat waqt gujariye taki wo apne aap ko kabhi bhi akela na mahsus kare aapki har ek harkat us ke jahan me baith jata he to us ke samne aap ko koi bhi galat bat nahi karna he nahi koi galat tarike se karna he chahe kitna bhi kathin ho use sahi tarike se hi dikhiyega naki use kar dijiyega use guide kijiye ke aise karo par madad tabhi kariyega jab usse nahi ho pa raha he tab aisa karne se wo jaldi sab kuch apne ap sikh ne lagega or aap hamesha sahi bat kijiye koi galat bat gali uske samne mat dijiye keuki gali jaysa ching bachhe jaldi catch kar leta he, use notice kijiye kiya wo achi tarah se kar raha he yea wo kis chiz me jyada interest le raha he wohi uski feuter me madad karta he jo chinze wo bachpan se aacha tarha kar sakta he wahi wo bada hoke or bhi achi tarah se karega, han kabhi kabhi dat bhi diya karenge taki use sahi raste pe leke jaye par jyada nahi ke bo bigad jaye.

jay shri radhe jay shri krishna.

No comments:

Post a Comment