What is naam or naam ka rahasya 

Naam keya he or iska piche chupa hua main rahasya yea mystery kea he hum log kabhi sochte hi nahi quin ki mujhe aisa lagta he ke ye utna important to nahi he naam he to he bass or kea par kabhi aap ye socha ke naam to eak sabda he par aap ke or aapke naam ke bich me kya relation he kabhi ye bat aapko sochne me majbur kea mere hisab se kabhi nahi par aaj jo bat me aapke samne rakhunga aapko sochne majbur kar dega ke humne kabhi aisa socha hi nahi to chaliye aage badte he.


Naam

Naam kya hota he kisi bhi manushya ki pehchan or to kuch bhi nahi ha yea nahi? Naam se kisi bhi aadmi ki pahchan karte he humlog ke wo jo lamba sa aadmi he uska naam ye he wo jo chota sa aadmi he uska naam ye he yea wo jo mota yea patla gora yea kala yea fir sawla aadmi he uska nam ye he iske ilaba or kuch ha ye uska he par kiska he us naam ka he us aadmi ka kabhi nahi bolte he hum sab bolte he iss naam ka he ye sab jayse jamin gari makan factory sab ek naam ka hota he par us vyakti ka nahi sirf uska naam ka he.


Mystery of name or rahasya naam ka  

Yese to naam ka rahasya bolne se kuch pata nahi lagta par sochne se bahut kuch milta he jaise ki me or mera naam ka bich ka antar kea he me to me hun or logono ne mujhe ek shabd diya he jise naam kehte he jis se sab mujhe pehchante he par iss naam ke chakkar me me khud bhul gaya ke me khud kaun hu, jo me karta hu wo sab to mera naam ka ho jata he par mera to kuch bhi nahi rahta he karta hu main or lav hota he us sabda ka jo mera bhi nahi he logon se mila he mujhe to mera khud ka kya he kuch bhi nahi ek din eak banda se yese hi guftugu me mujhe bola aapka naam to ashish he par aap kaun he ye to aapka naam he jo logon ne diya he aapko par aap ka khud ka kuch he jo aap bol sakte he ke ye aapka he us din ye bat ye dil ko chu gaya ke mat puchiye me puri rat sochta raha ke wakai to ye mera naam he par me kaun hu jab chote the maa  pitaji ne bade pyar se naam rakh diya or us ke sahare chal raha hu kuch acha kam karta hu to sab bolta he ashish ne acha kam kiya par kabhi to bola nehi tune acha kam kiya kuch bura karta hu phir bhi naam hi kharab hota he sab to naam ka sat hota he mere sat kya hota he bimar hota hu to kast mujhe hota he par dilasa bhi naam ko hi milta he ye to aschorjo ki bat he karu me or sab usko hota he aap bhi soch ke dekhiye aap ko bhi aajb fill hoga kamate he aap kaam bhi aap karte he or naam hota he mashoor kuch kharidte he fir bhi naam ka hi ho jata he kuch bhi aap ka nahi he is sansar me sab naam ka hi hota he hum sab sirf aate he jate he or naam ki gulami karte he naam ke aage sab chota ho jata he kabhi eakant me baith ke soch ke dekhiye ga me or mera me kya antar he yekin maniye dimag ghum jata he me to me hu naam to mera he me to naam nahi hu  to fir me keya hu me sab to mera he par me kaun hu ye to kabhi socha hi nahi shayad aap logon ne bhi kabhi nahi socha honge ke me or mera me kya antar he syad kisi ke pas iska uttar mil jaye isi talas me baitha hu jise bhi milta hu puchta hun mera naam ye he to me kaun hu ye naam to oro ne diya he mujhe par me khud kaun hun ajeeb ajeeb sa ansar milta he kisi ne to bol hi diya dimag mat kharab karo koi bola vag yeha se koi kam nahi he faltu ka dimag ka dahi karta he yaha tak ki koi koi se gali bhi mila he sunne me par ek santushti janak answer nehi mila jo dil ko tasalli de sake ke aaj jan gaya hun koun hun me. baitha hun isike liye syad kisi ko pata he to kripa karke mujhe jarur boliyega.

Naam par hi duniya me pehchan he mera,
bina naam ka na koi tera na koi mera.
dhund raha hu me or mera ka kya matlab he,
sayed koi bujhaye ye pays yesi ke aas he .
Jay shri radhe jay shri krishna.
sabhi ko khush rakhna bhagwan.

No comments:

Post a Comment