Aaj maine mera naya blog start kiya or nam dhundte dhundhte last me aake aisa laga ke kya likhu kya likhu fir socha kya likhe hum sab khud ke bare me hi nahi jante to dusre chijo ke bare me kya likhenge,
to mera ye manna he pehle khud ko janne ke kosis karte he bad me baki sab cheezon ke bare me jane ki koshish karenge , to hum sab manusso jiban japan karte he or is jeevan me suruad karte he make khonk se or khatam hota he samsan ,kabrastan, pe jake is dono ke bich gujarne wale waqut ko hi hamari vasa me jiban kal yea life span kahte he.
par hum log kavi ye nahi sochte he ke sirf janam lena sansar karna or mar jana hi jeevan nahi hota ye sab chor ke v kuch he kiya jo humlong iss sansar ke mayajaal ke chakkar me aake vul jate he jo ki humari is prithibi par janam hone ka karan hain, kuch log mera bat se sahmat hoga or kuch log nahi par ye mera sochna he savi sahmat hoga ye to mumkin nahi,
par mera manna he sirf janam lene se or sansarik sab kuch karke mar jana hi sirf jeevan nahi ho sakta he iss ke chor ke v bahut kuch he , aap soch rahe honge meyne to save kya aacha noukri kiya sadi kiya bacho ko acha parbaris kiya unlogo ke jiban me pratisthit kiya ma pitaji ka acha khayal rakha dan dharma kiya sab log mujhe bahut payer karte he naam he mere charo taraf to mera jibon to sarthak ho gaya or kya chahiye.
par yakin maniye kabhi akele me baithke sochiyega ke wakai aap aapke kaam se santust he kya aap ke wajah se kabhi kisi ka dil dukhana kisi ko thos pouchaya koi aap se gila shikwa to nahi he kisiko ?
fir aap bolenge savi ko khush rakhna sambhav nahi he ye v sach he aap bahout amir ho gaye bahout nam kama liya par wo naam aapka taqat ka to nahi he savi aapko dil se chahte to he yea sirf dikhawa he jo aaapko kush karke won logon ka kam nikal ne ke liye hi to nahi he sirf. eakbar ekant me jake soch ke dekhiye pura jawab mil jayega .
aap sochte honge to jiban kaisa hona chaihe to mera hisab se aisa hona chahiye raj dil pe hona chahiye bato pe mithas hona chaiye sach sunne se kisiko kasto ho to fir bhi thik he par jhoot se kisi ko khushi mat dijiye jitna sanman log samne karte he aapko aap ke jane ke bad or jada samman kare koi aapki wajah se koi pareshani me na par jaye sab ka help kare jitna aap kar sakte he kisi se vedvav na rakhe aapka jitna kartaabya he use palan kare or ho sake to kisiko rulaiyega nehi aapki wajah se kisi ki aankh nam nahi hona chahiye.
kad aapna itna baniyega ke aap khare ho to koi aapke samne baithe na rah sake or aap baithe to sab ko leke baithe ga, raj dil pe kijiye dimag pe nahi dil jit lenge to sara duniya aapka he or aasal me jina isse hi kehte he.
aaya tha rota hua sab hasen the kuch aisa kar jaye jate waqt hum muskurate huye jaye or jag sara roye.
jay shri radhe jay shri krishna.

No comments:
Post a Comment